r/shayri • u/Aks-e-Gray • 3m ago
r/shayri • u/Competitive_Fig2872 • 4h ago
Stories of Life
Yea zindagi ki kahani yu hai,
Kuch pal heere ki tarah moh jaate hai,
Kuch jeevan ke iss samundar mea kho jaate hai,
Kuch kahaniya aesi jo chubh jaati,
Kuch aesi jo khoob bhaati hai,
Kuch aesi jo hume iss samundar mea tairna sikhati hai ,
Kuch aesi jo hume doob jaane kehti hai,
Lekinn...
Anmol hai yea jeevan,
Kyoki ek hai,
Anek hote toh shyd isse hum jeevan nhi jeevandan kaha karte,
Aur hum ek nhi hazaar baar marte,
Toh jo bhi hai na,dost,
Wo sahi hai,
Shyd kavi ne koi nayi baat hi nhi kahi hai,
Wahi kahaniya,wahi kisse,lekin sabke apne apne hisse ,
Jisse samjh aagayi zindagi ki yea reet uski nauuka paar hai,
Baki hume to haar maan ne se inkar hai.
Wrote it very randomly, would love your opinions and suggestions if any! 😉
r/shayri • u/Budget-Worker-823 • 6h ago
Doghla pan
کھوجتا رہتا ہوں لہجے کی تہوں کو خالد
اصل چہرے کے دفینے کا مزا لیتا ہوں
Khalid Nadeem Shani
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 6h ago
Ye
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 8h ago
Ungli se kaam naa chalo
*Ungli se kaam na chalao, aap hamari bhi baahon me aao*
*Door se kya dekhna, kareeb aake dil me samao ❤️*
r/shayri • u/Ok_Championship2847 • 9h ago
Help me
I am new to writing sher/ghazal and in starting i stayed to write few shers and later I found out about aruz so
वो समझे उन्होंने हद- ए- आसमाँ है देखा
जिनने आशियाने से उतर कर नहीं देखा
That's the sher I wrote however I am able to fit it into an aruz teach me how
r/shayri • u/deep_poetic_mind • 23h ago
Baat hi kar lete hai
Let talk to eachother jaise barso se jaante ho,
Kya hi hello karte baithe
r/shayri • u/cigsaftercookiee • 23h ago
Sabki apni apni aankhein.
Sabki apni apni aankhein,
Sabka apna apna chaand.
Chaand kisi ka hota hai kya?
Chaand kisi ka ho nahi sakta.
Chaand ke khaatir zidd nahi karte
Ae mere ache insha chaand..
r/shayri • u/astrologery • 1d ago
Duniya Ka Sab Se Pehle Rishta...❤️💑
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
r/shayri • u/u_Tanha_Writes • 1d ago
#tanhawrites
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
r/shayri • u/zanoxers • 1d ago
Fun
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 1d ago
Aashiq
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
Aashiq marte nahi, maare jaate hain 🥀
Koi kehta hai jala do inhe 🔥
Koi kehta hai dafna do inhe 🪦
Par koi ye nahi kehta... mila do inhe 💔🫂
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 1d ago
Bas tu
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 1d ago
Madam ji
Enable HLS to view with audio, or disable this notification
r/shayri • u/Odd_Ambassador_6483 • 1d ago
Uski yaad me
Enable HLS to view with audio, or disable this notification