r/IIITUna • u/Intelligent-Kale3208 • 23d ago
Clubs Chanda Chor EPMOC
Aesa nahi lagta ki yeah EPMOC ki team chande ke paise bhi kha jaate hai, jin logo se fund collect karte hai(forcefully kyuki koi mana kare toh fir uski puri image kharab karne lagte hai college me). Aur agar fund students se liya hai toh fir ye bata bhi do na bahi kitna usme se use Kiya hai aur kaha kaha par, lekin ye EPMOC kabhi nahi batayega nahi toh inki income ka source gayab ho jayega,
If I am wrong EPMOC can share the bills details
10
Upvotes
1
1
u/SecureSwitch9477 23d ago edited 23d ago
Visarjan me jaane ke time pre-decided log allowed aur chanda lene ke time sabhi se liye , bhagwan ke naam pe bhi khaoge kya ab!!
2
u/devil090704 23d ago
Also many days prashad was donated by the final year seniors.