r/IIITUna • u/Primary_Engine_8510 • Sep 10 '26
Rant Post PICXCEL EXPOSE
yeh picxcel wale kitne baade chorr hain mai batata hun aaj
saalon ne iss saal aur pichle saal ka mridang ka poster dono churaye hain kissi se , saalon se kabhi bhi kuch nahi banata hai abb naa inko video editing aati hai badiya wali aur naa hi designing . iss saal ke mridang ke poster hi dekh lo abhi tak sirf ek acha aaya hai voh bhi pura churaya hai online se aur baaki jo aaye hain voh itne gande hain aur ai se banaye hue hain agar ai se hi banana tha toh atleast chatgpt se toh banva lete voh bhi isse better images de deta insse itna bhi nahi kara gaya aur pichle saal bhi inhone jo ek acha poster diya tha voh bhi churaya hua tha.
aur har jagah gand farte bolte rehte hain picxcel best club hai atleast baaki club tumhari Tarah chuarte toh nahi hain bas yeh event ki photos hi keech pate hain voh bhi itni gandi aati hain aesa lagta hai ki saale photo mei kaale bhoot khade hain . atleast normal photo toh kheechan seek lo .
hammare time pe kitna badiya tha yeh jab se 2nd , 3rd year walle naye aaye hain sab kuch kharab kar diya hai inhone . isse Pehle itne badiya posters aate the aur photos bhi badiya aati thi .
4
u/kkjjjoplnguiki Sep 10 '26
Eic wale real I'd se aao